Song Name: Teri Aadat Album: Teri Aadat Album: Teri Aadat Singer(s): Abhi Dutt Starcast: Siddharth Nigam, Anushka Sen Composer: Abhi Dutt Released On: March 15, 2021
Download Teri Aadat Mp3 audio in 320Kbps from Indipop Songs 2021 year, Sung by Abhi Dutt and starring Siddharth Nigam, Anushka Sen, Lyrics penned by Ishaan Khan
Tu dooor hua hai jabse
Mann bawra kyu tarse
Raahe agar ye juda thi
Kyu saath tha ek umar se
Hmm Teri Aadat Jo Lagi hai
Use kaise main bhulau
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunau
Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua main abse
Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua main abse
Teri tadap mein waqt ka katra
Lagta hai dariya kyu mujhe
Sharat bata de ya fir saza de
Hai kya raza baya kar mujhe
Kaise juda ho jaau
Dekha tujhe hai kurbat se
Raahe agar ye juda thi
Kyu saath tha ek umar se
Teri Aadat Jo Lagi hai
Use kaise main bhulau
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunau
Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua main abse
Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua main abse
Teri Aadat Jo Lagi hai
Use kaise main bhulau
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunau.